samprada+ikta . arthat jab bhi ham kisi sampraday ko mante hain aur yah aasha karte hain ki sabhi log isi sampraday ke hon tatha baki ke sampradayon ko bekar ya bematalab ka mananae lagate hain to yah sampradayikata kahlati hai. sampradayikta yah bhi hai ki mere sampray ke alava baki sabhi sampraday jhoothe hai aur ham apne sampraday ke prati hi kattar ho jate hain to ham bhi sampradayik ho jate hain.
tumhare liye
ki-
jab bhi samudra se
uthati hui lahar aayegi
apne sath
dher sara pani
dher sari ret
aour
dher sare seep, dher sare moti
apne sath layegi
ki-
jab bhi subha ki hava ayegi
apne sath dher sari hvayen
dher sari khushboo
dher sare phool layegi
apne sath.
ki-
jab bhi suraj ugega
dher sari roshani
dher sari urja
dher sari khilkhilahat layega
apne sath
ki-
jab bhi gagan men badal ayenge
dher sara pani
dher sari boonde
dher sari khushhali layenge
apne sath.
chilman ghazipuri
admi
admi hoo admi se bolata hoo. raj dil ke kholata hoo. jo nahi hai sath mere, sath uska tolata hoo. admi hoo admi se bolata hoo. jindgi ke is safar me, rojano ko kholata hoo. admi hoo admi se bolata hoo.
Hello world!
Welcome to WordPress.com. This is your first post. Edit or delete it and start blogging!